Wednesday, November 24, 2010

Udaas shehr ki tanhaaiyon main.

Dil k udaas shehr ki tanhaayon main hon
dekh teri aankhon ki gehraayon main hon
dhoop ki kiya majal k mujhy jala sakay
main to teri duaaon ki parchaieyon main hon

No comments:

Post a Comment